Itna Pyaar Karunga Lyrics Babbu Maan, Shipra Goyal

Itna Pyaar Karunga Lyrics: The song is sung by artist Babbu Maan, Shipra Goyal, and musicgiven by Shipra Goyal while Kunaal Vermaa has written the Itna Pyaar Karunga Lyrics. The music video of the Itna Pyaar Karunga song is directed by R Swami..


-

Itna Pyaar Karunga Song Lyrics

Tere isharon ko yeh
Aankhein samajhti nahi
Saansein teri saanson ki
Baatein samajhti nahi

Do hi mulaqat mein
Kaise main samjhaunga
Mauka mila jo mujhe
Karke dikha jaunga

Chain tumko milega mera
Toh karar kho jayega

Itna pyaar karunga ke tumhein
Khud se pyaar ho jayega
Itna pyar karunga ke tumhein
Khud se pyar ho jayega
Khud se pyar ho jayega

Ishq humko bhi hai ya nahi hai
Ek dafa puchh le
Main likha hoon lakeeron mein teri
Gaur se dekh le

Ishq humko bhi hai ya nahi hai
Ek dafa puchh le
Main likha hoon lakeeron mein teri
Gaur se dekh le

Teri baaton pe humko
Aitbaar ho jaaye na
Sau dafa hoga mujhse jo
Ek baar ho jayega

Itna pyar karunga ke tumhein
Khud se pyaar ho jayega
Itna pyar karunga ke tumhein
Khud se pyaar ho jayega
Khud se pyaar ho jayega

Roz milte hain chehre hazaron
Tu hai sabse juda
Toh bata bhi do ab humein ke
Mujhme aisa hai kya

Roz milte hain chehre hazaron
Tu hai sabse juda
Toh bata bhi do ab humein ke
Mujhme aisa hai kya

Rubaru aayega jo tere
Khud shikaar ho jayega
Soch lo phir yeh saara jahaan
Dar kinar ho jayega

Itna pyaar karunga ke tumhein
Khud se pyar ho jayega
Itna pyar karunga ke tumhein
Khud se pyar ho jayega
Khud se pyar ho jayega


upstox
  • Artist: Babbu Maan, Shipra Goyal,
  • Music: Shipra Goyal
  • Lyricist: Kunaal Vermaa
  • Director: R Swami
  • Views : 567
  • Tags : Itna Pyaar Karunga, Itna Pyaar Karunga song, Itna Pyaar Karunga lyrics, Itna Pyaar Karunga song lyrics, Itna Pyaar Karunga Babbu Maan, Shipra Goyal, Itna Pyaar Karunga Babbu Maan, Shipra Goyal lyrics